Mat dhoondh ALI ko yaaroon mai Hy faraq bara in charoon mai Ik roota raha hy gharoon mai Ik phirta raha kuffaroon mai Ik mavan k rishtey daroon mai Ik ALI NABI k piyaroon mai Ab soch zara tu ae muslim kiya faraq nahi in charoon mai!
haibat-e-NAD-ALI main ye qarena dekha raqs karta hua khushki pe safina dekha jab bi mushkil main lia naam-e-Ali ghabra kar main ne mushkil ki jabeen par bi pasena dekha..